Sunday, 1 July 2018

ZINDAGI EK SAFAR

ZINDAGI EK SAFAR

Zindagi kya hai? kyo hai? kishliyein hai? kiske-liye hai? eshe bahut se sawal hogein aapke mann mai.aur kyo naa ho?
kehte hai na ki,"kyo karta he raahi tu har mod par savaal,Raaste banaane waale ne manzil bhi bana rakhi hai"!!.Tu bas chalta jaa ush rastein pr chahein vo kahi bhi lee jae tumko,kya fark padta hai dosto aakhir aayein the khali hath jana bhi hai khali hath bs soch ka fark hai yaro.
Zindagi ek uljhan si hai,khud ba khud ish uljhan mai fashtein jaa rhe hai,zindagi ne humko ajnabi saa bana diya hai.
kuch logo ke liye zindagi dhokha se bhari hai,aur kuch logo ke liye yehi zindagi khushiyo se bhari hai, aur kuch logo ke liye ghum aur dard bhari.Ish zindagi ke safar rashtein to tey hi karne padte hai,par vo kb aur kaha karna padein koi pata nahi.
Zindagi mai aavsaro ka laabh lena, yeh to ek niyam hai,aur yeh bhi to sach hai ki yeh life bhi to khud mai hi ek avshar hai,jo ki ek baar hi milta hai. Ishiye ish life ko hashtein mushkuratein huyein kaat lena chahiye.
Life is like chess, if you lose your queen,you'll probably lose the game.

10 comments: